Tuesday, 20 January 2015

Failure.....


A broken glass,
again & again,

its pieces voice,
again & again,

i pressed my ears & tears apart,
all grief burst out,

an aim,
looking for i am,

its broken,
all fingers bleed,

how could i become so irresponsible?
all persistent efforts are exaushtible,

failure,
an unbearable failure,

it's like a chose a frame,
and form a paint,

a glass paint,
consistent worked on it,

plonked it at last,
at the time of final touch,

what was that?
irresistibly my heart's asking to me,

isn't it carelessness,
a work never done till frame isn't fit,

but what i did,
watching my hands scars,

these hurt alot,
but its conveyed me every time,

just do consistent work with cautiously.....

but this failure,
an unbearable failure,

reached the same place,
where i did a start,

i am watching my hands scars,
those recall me,
again & again,

don't be careless next time,
because opportunity will come,
again & again.....

Wednesday, 5 November 2014

PERISHABLE...............

I close my eyes tight,
waves of river plough into rocks,

see all memories purblind,
sometimes mines & sometimes your's,


sometimes a guardian,
sometimes a friend,
sometimes an enemy,
sometimes most loving person,
sometimes my field,
sometimes my work,
sometimes passion,
sometimes aggression,

every passing movement,
a passed movement or upcoming movement,
tell me everyone,everything,
gave me so much behold,
i want to hold it tightly,
but forget alot,


can time & sand bounded or holded slightly,
more & more i close my palm tightly ....

surrounding attack,
forced to act,
opened my palm,
let everything go alone,

yes perishable,perishability,
know,knew,
particular bonding,togetherness & particular timing met ,

cosmic never same always,
but all this perishability gave me alot,
left that smile,
one of the same.........:-)

so live in present & enjoy everything because it is decaying and world is perishable....



Friday, 12 September 2014

OBSERVER.......

Sitting quite in corner,
but holds alot,

you yes you are the gazer,
the gazer of time,
a history purblind,
continuous trying to understand different game,

a game,
a game of throne,
a game of opposites,
a game of stigma,
become sometimes enigma,

feel broken inside,
immediately hiding all gloom ,
nobody can see,
silence,nothing but ,
another thought starts,


try to search,
sometimes to urge,
flout of society,
lampoon publicly,

a wave bounced by inner side,
we live day after day,
life start progress on uneven plane,
my soul dying and rebirth,

want to embrace life,
and spread humanity,

I am the nothing just a observer.....



Friday, 22 August 2014

Manipulation.......


a quarrel,
sometimes contradiction,
internal and external,
spiritual or intellectual,
friction continues.............



can't alter acts,
can't wear mask infront of people,
can't act,
nobody can alter me,
am not dummy,


mocking whole the world,
mocking behind back,mocking infront,
can be it possible,
can mocking ourself also??

at somewhere,sometime,
my broken heart and shattered mind,
saying to me....


there is a place,
where between lies and battered ties,
purity remain,
i covered my face,
and cry hard,

i want that purity,
not manipulation....


Monday, 28 July 2014

Shreystha.........


jivan spandan,
ek anokha bandhan,

kabhi neend me mere chipak,
vo chote se hriday ki dhak-dhak,
thoda mujhse badkar thodda is jeevan se badkar,

tum kon ho,kanha se aayi ho,
ek baar fir nayaa jivan sang le aayi ho,

tumhe pyaar se nihaarte,
to in hathon se sahlate hathon ka kampan,

ek pyaari jhalak se nikale do aansoono ka sangrahan,

tum kanha se aayi ho,
apne sang naya jivan layi ho,

na jane kyon apne se bhi jayda apnapan basaalayi ho,
dheron athkeliyaan basaaye roz her roz kuch naya sikha jati ho,

tumhara athak prayaas,
pal pal ka sangarsh,
aage badne or jaldi bade hone ki kosis,

kanhi kaan me hole se kah jati hai,
nanhi jaan nahi ruki tum kaise ruk sakte ho,

vo kilkariyaan,
to vo rudan,
chod saare kaam apne pass bula leta hai,
to bhaut yaad bi aata hai,

me nahi jaan pata mera jivan bina tumahre astitav or darshan,
dahnayavaad mere jivan me aane hetu.........



Friday, 11 July 2014

Satya........

Kyu juth ka saaya bojh dalta hai hirday per,
kya koi ghar bas paaya hai is par........

sataya ajay hai,satya katu hai,
ye kaisi duvidha hai jise na hirday samjh paye....

ye bolta hai bol de sab anyaay,
khol de juth pariyaay,

per tu kya payega,
hamesha ki tarah thoker hi khayega,

khud per kardam hi uchal javega,
khud kalusit na hoker bhi dusron ki najron me kalusit ban jayega,

kisne kha tha satyamev-jayte?
saansarikta me to astay hi vijay hota hai,

tumhara ek satya,
ek katu satya!
ek diwar ki darrar ban sakta hai,
jannat ko jahunum bana sakta hai,

me apne-aap ko is kasmash me fansaa pata hun,
kiska saath du,

kyonki janha satya-astay hai kisi ek ko to haarna hi hai,
to kyu na kuch ache khatir astay ko jitne diya jaye,

per me ruk ker phir sochta hu ,
kanhi meri ye ek chupi kisi or ko na leen jaye,

per satya bhi mujhe,
kanha kalank,kaleshon se bacha pata hai,
apitu usme or phasva jata hai,

mera antah-karan,
lagatar mere andar parahar ker raha hai,
or me sochta hun?
kisne kaha tha satyamev-jayte,

aaj ke baad shama un sabhi se,
jinse maine satya kaha tha,
MICCHAMI DUKKADAM................



Monday, 26 May 2014

Discontent.........

a little dumb,dull,devastated,
i walk in dark night,
golden moment, passing flashback insight....

a little tensed,
past,present and future purblind,
running with less work,more dream,
less time,more province in my mind....

i am left back,
very back,
on tracking ground,
sitting still,watching them,
running around....

a little mistake,
a single wrong turn,
and a pathetic nightmare,
can i catch them again?
i am asking to myself....

yes,you can,
someone mumble in my ear,
you can catch yourself,
can break records....

you are still on track,
and i am giving you your field,
just use it....
see it,
collect it,
and start,

because i don't teach you to surrender.....






Monday, 5 May 2014

THROE.....

ek khawab hai jo sone nahi deta,
bar-bar haar jane per bi rone nahi deta.....

dil ki ek udaan hai,
vicharon ka samndar hai rukne nahi deta....

ek kasak hai,tees hai,
ek pal ko bi baithne nahi deta......

nahi maalum ant kya hoga?
per ek pal ko bi nirasha ko jeetne nahi deta.....

ek khawab hai sone nahi deta....

beshak nahi janta me raajneeti,sadyantra,
ek vyasta dimag hai duniya ke bare me sochne nahi deta....

nahi janta kaun hai?kya hai?kya chal raha hai?
saayad me janna bi nahi chahta....

ek rasta hai bas,
kaise jana hai,kitna jana hai,
nahi janta,
per phir vahi khawab hai jo baith jane per bi ,
baithne nahi deta...

manzil hai or ek safar hai,
me beech dariya me maidan chodna nahi chahta....

ek baar jo suruaat ker di hai,
ab dum niklne se phale bhagne nahi dega.....

ek khawab hai jo sone nahi dega.....

Saturday, 29 March 2014

AAENAA.....

kabhi-kabhi aaena puchata hai,
kitna ker liya?
kanha tak pahunche????

roz subh uthte hi,
muh dhote vakat umar batataa hai,
phir puchta hai khud se,
kanha tak panhuche??

me sochta hu kuch ruk ker,
kanha tak pauncha hu??
lakshay kanha tak banayaa tha?

din per din,raat per raat nikalti jaati hai,
chakarvahuy me or phsti jaati hai,
jalad se jalad isse nikalna hoga,
ya soch ker hi so gaye,
ker lenge se na kaam chalega....

ab aaine me dekh aaena bhi sarmaane lagaa hai.....

ye mahtav nahi nahi rakhta tum kon ho,kya ker rahe ho,
apitu jo ker rahe ho kaya mann se ker rahe ho,
jeet rahe ho ya haar rahe ho,
kya lagan se ker rahe ho,

kyunki sab mil jayega bus tum kush to ho,
kyonki muskurate pratibimb ka to ye aaena bi mukura swagat ker raha hai......

Saturday, 22 March 2014

KHUBSURT..

Kabhi-kabhi muskura jab uthti hu,
to khud hi khud se muskura baaten karta hai....

aaina bi tarif karta hai,
or muskurahat ke saath aankho ki chamak khahti hai,
achi lag rahi ho,
main muskura taal deti hu....

khushi se jhumte hu subh-subh bahar nikalti hu,
to hava kahati hai bandhe baloon me pyaari si gudiya lagti ho,
main shaitaani ke sath hanskar baal khol deti hu.....

tabhi badal niharta sa dhak leta hai,
taki dhup na lage,
me jhuk ker shukriya ker deti hu....

main teji se chalti,
deri se bachti bhagti hu,
to pass ka hi baag muskurata hai,
or phool muskura kahta hai....
dino-din khubsoort hoti ja rahi ho,
main khil-khila deti hun or dali chidh jati hai....


main manjil ka rasta pakad leti hun,
to rasta niharta sa ,tham leta hai,
or kahata hai,kyu ja rahi ho?
chalo aaj sair per chalte hai,
main ankhe taraa deti hu....

phunchte hi meri dost khahti hai,
kya khub lag rahi ho?
me khil-khila kheh deti hu,
tumse jayda nahi....

phir aate vakt bi sabhi milte hai or
shaam ka shahar jhankta hai, kone me se....

main muskura padhti kitab si,
chandni chahre pe aa girti hai,
or chand khidki per aa jaata hai,
main khol khidki use dekhti si,
vo lori suna sula jata hai,
sapne me spana khata hai,
aaj-kal khoobsurat lagti ho,
me karwat le simat jaati hu....

Tuesday, 11 February 2014

FANTASY........

With beautiful smile ,above the clouds ,
Gently u welcoming me,
I give my hand to u,
Blue eyes with rigid posture twinkling,
Stare continuously in my eyes,
Deepen more deepen,
Like all dreams come true,
Leave me with half-hearted …….

Hold me with a run,
Whenever I stumble,
Whenever devastetly I turn,
Make me smile and leave all works,
Collect all pearl rolling down through my cheeks…..

SuddenLY says to me "I am dream",
I accept,”yes”
Laughed and mummbled myself,
How can It be real??
It’s a fantasy just fantasy…….
And started with smile………
.nobody is there,nobody......

Wednesday, 15 January 2014

My precious.........

My precious…..







MY PRECIOUS
A precious little one
I am,
Always for you,
When time seems too hard to bear,
I vision for you,
Beautiful smile blink on your face,
A lovely bond twinkle in your eyes ,

when I feel alone at times,
you hold my hand tightly and being around,
you reach within my soul,
and fill it with all hope,
Even in darkest hour,
You wipe my tears and chase the gloom,
Mistakenly I hurt you a lot,
You live with me with laughter and childhood,
You are a gift for me ,my precious!!
Just be with me,
You are precious in my eyes

Thursday, 9 January 2014

PRERNA

Some people take granted women in their life but still somwhere some people still belive that wife is their strenght.....



AN ISPIRATION

Me jab bi tumhe dekhta hu,
ya tum meri taraf dekhti ho,
tum,kuch jayda hi gambhir or udas hoti ho....
me,tab ye sochta rahta hu,
jivan ke har pal ka ant(end)aise hi kyu hota hai?
tum bahar se sukhi jata khud dukhi rahti ho....
me,jab udas hota hu,
nirudeshay vicharo ke vihad van(forest) me bhatakta hu,
tum,bina kuch kahe mujhe raah dikha deti ho.....
me,jivan haara hua vayakti hu,
har pal ye mjhe baichan udasi deta hai,
tum,ek jhalak se mujhe aasvast karti ho.....
me,bhar uthta hu ativ aatm shakti se,
aatm-glani or shinta se,
tum,mere andar ek esfurtimay umang bharti ho....
me,tumhara vishwas na digne dunga,
khud ko ab or nahi girne dunga,
tum,mujhe vaise hi prerit(inspire) karna,
jaise ki ab karti ho....

ANONYMOUS

PATH..............

Uth …..
Chal o rahi…..

Vo path tayar khada,
Path hi nahi kantak bi to bhent ko har pag biche,
Kantak hi nahi pushp bi to sa-samaan biche,
Per bas tu na rukna,
Uth….
Chal o rahi…..

Kya soch?kya vichar?
Chal pad jo bi path jivan ne samne la khada kiya,
Bas pure man takat se utar ja marg me,
Piche na mud ,
Dil ko kah na jukh,
Jo bit gaya so bit gaya,
Chal keval chal,
Dekh vo path tayar khada….

Sunday, 15 September 2013

LO....

DUR-dur tak andehra dikhai deta hai,
athah andhera gahra andhera ,
na chor,na kinara,
na suruaat na ant,
ek choti si lo dikhai di,
kanhi kisi kone me.....

me bhagta hu pakdne usko,pane usko,
bas phaunchne hi wala hu,
prasan hu,
phir se jivit hu,
saans aane laga hai phir,
mil gaya ha sab ya milne wala hai sab,

bas ek baar ye lo mil jaye,
tabhi jor se hawa ka koi jhonka aaya
or bujh gayi ye lo??
ye rasta tumhare liye nahi hai,
abhi or bhaut aage jaana hai...........

Wednesday, 10 July 2013

GO GO,RUN FAST......

I am walking alone ,
everybody closing my doors,

i am trapping in a box,
and tapping the walls,

i can see the whole world through
inside the box,
searching the door,
feel anxious inside the box,
broken the maze,

there is not only lackpulling alot,
beside blaming me all,
you need patience alot,
do and do work more and more,

yes,i m broken first door,
but it's not single challenge alone,
lots of thing to do more,
i am watching my goal,
continuously people interrupting my way of goal,
but i am running fast and fast,
time is less and work alot,
go,go run fast........
CAN I GET MY GOALS IN TIME??????

Saturday, 6 July 2013

DRIZZLING RAIN......


Drizzling rain,
with coffee i make,
little moistness,cold breeze,still remain,
coffee beans with aroma of love still retain....


yes,this drizzling rain that sizzling my brain,
my hand used to right your name,
see the beautiful world of love through your name,
i can see you with your smiling face,
but again rain drops dribbling on your name,
slowly-slowly fade your name,
i see this all with plane face.....

yes,you hurt me alot sometimes,
but forgave and forgot,
your's warm breathe holds me,
whenever i feel lovelorn,

it doesn't matter you are with me or not,
you are here in my heart,
happiness and crackles full my heart....

sudden i step out,
whole world laugh out,
rain dance burst out,
i smile with myself,
because you are in me,with me,
feel a holding hand ever and forever.........

Thursday, 6 June 2013

CHATAAN......

Main CHATaan hu,
jo sagar kinare,sagar se takrati rahti hai,
ye samajik buraiya ufan-ufan ke,
dubone is saher ko aavuk ho rahi hai,
per me inke bich me aa ,
is saher ko dubne nahi deti....

me vo chataan hu jo chaknachur nahi hoti,
tej hawao se,to na in javar-bhaton se,

maine kai dafa tumhe ufnte dekha hai,
to upar uth mujh per tutate dekha hai,
tum mujh per girte ho or na jane tut jate ho kitni bundo me,
haan mere bi kuch kinare tut gir gaye hai,
jo pasand ker lahre unke sang ho gaye hai....

tum haan tum sagar kai dafa tute ho meri bahon me sadiyon se,
jab bi kamjor the,himmat nahi thi,sab haar chuke the,
kabi beta,bhai,pati or na jane kitne naam,
me samet leti hu tumhe aanchal me or ban jati hu chataan vajr si,

tum phir uth khade hote ho,
or apni takat per itrate ho,
phir tut padte ho mujh per vajrpaat se,
me hansti hu,phir samet leti hu,tumhe hamesha ki tarah,
me sochti hu tumhari kisse kiski ladai hai,
ye na tum jante ho na main,


main dati hu is kinare,
yanha se na buraiya aane dungi,
haan!kadapi me bi in lahro sang andhe moh me,
chal padi buraiyon me,
per sambhal phir rokne lagti hu,
mujhe nahi bahna hoga.......

Broooooo..

Jab bi tumhari aankho me dekhta hu,
jivan dikta h,
tum bin kahe sab kah jate ho,
bin bataye sab kahe sab jaan jate ho,
mujhe mujhse behter jaan jate ho......

jab bi tumhari aankho me dekhta hu,
aaj bi kanhi thodi si rosni gahre or gahre andhere me dikhayi deti hai,
kanhi achai dikhai deti hai,
tum kaise sab badal dalte ho....
har dariya ka rukh mod dalte ho,
tum aaj bi meri aankho me jankh,
mujhe khud per abhimaan mahsus karate ho.....

meri gahri chupi,
har sanate ke piche ki halchal bhaanp jate ho,
or phale intjaar karte ho ki me batau....
or fir chutki bajate hi sab badal jata h,
tum dono hatho se mera chera tham muskura dete ho....

tum thama dete ho haath har bar ek bar or kosis karne ko,
haan me hu tumhare sath har raste pe,
janha se bi tum kudne ko kaho,
tum ho piche mujhe sambhalne ko,

ye haath tham sab aasan lagta hai,
manzile tay hone lagi hai,
or meel ke pather bi mil jayenge,
bas tum ho mere sath......

chalo ek bar phir vahi dor lagaye ,
jisme tum jitvane khatir mujhe khud gir jate the,
per ab me bada ho gaya hu,ab girna mat,
me hu tumhare sath,
janha tak bi lekar jaoge,
tham tumhara hat,puri takat se,
manzil tak pahunchenge,
kyonki jab bi tumhari ankho me dekhta hu sab mil jata hai.....

Wednesday, 1 May 2013

:-)STUMBLE

Thokre insaan ko chalna sikhati hai,
muskile insaan ko hansana sikhati hai,

lahre nahi tay karengi ki tu dubega or mar jayega,
ye to honsla hai jo tujhe tufan me bi jeeva layega....

suraj nahi tay karega ye ki uske dhalne se tu bebas ho baith jayega,
ye to budhi sang gyan hai jo andhere me bi sab sambhav karwa jayega....

banjar nahi tay karega ki tu bukha mar jayega,
ye to tu hai jo mehnat ker dhan-dhaanye praapt ker jayega....

ativrasti nahi tay karegi ki tu himmat haar baith jayega,
ye to tu hai jo ghan-ghor ghata me bhi apna kaam bana le jayega....

chunotiya nahi tay karengi ki tu maidan chod jayega,
ye to tu hai jo samne aayi mushkilo ko munh ki khilayega....

kisi ka sang chodna nahi tay kerega ki tu kalpit ho marr jayega,
ye to tu hai sampurn khud me jo khud sang prasan her manzil pa jayega....

katuvachan nahi tay karenge ki tu tut ker bikhar jayega,
ye to tu hai jo samne muskura phir khada ho jayega....

koi bi kamjori tod nahi sakti tujh ko,
ye to tu hai sab per jeet paker dikhayega.....

:-)kyonki thokre insaan ko chalna sikati hai....